Showing posts with label Kidnap~~2008. Show all posts
Showing posts with label Kidnap~~2008. Show all posts
Monday, July 20, 2009
Kidnap~~2008~~Mit Jaaye Yeh
Music::Sandeep
Lyricists::Sanjeev Vyas
Singer::Sanjeev Vyas
Mit Jaaye Yeh zameen
Tham jaaye aasmaan
Mit Jaaye Yeh zameen
tham jaaye aasmaan
Sun le jo gar kkahin
Yeh meri daastan
Chheena Mujhe tumne
Khushiyon ke aanchal se
Har zakhm lipta hai
Ashkon ke daaman se
LyricsMAsti.com
Chheena Mujhe tumne
Khushiyon ke aanchal se
Har zakhm lipta hai
Ashkon ke daaman se
Gham ke andhere hain
Ujadey savere hain
Ankhon mein kirchon se
Kyun khwab mere hain
Mit Jaaye Yeh zameen
Tham jaaye aasmaan
Soney ki sadakon pe
Chalta raha tan ke
Kantey bichhey ab hain
Saaya tera ban ke
Soney ki sadakon pe
Chalta raha tan ke
Kantey bichhey ab hain
Saaya tera ban ke
Gham ke andhere hain
Ujadey savere hain
Ankhon mein kirchon se
Kyun khwab mere hain
Mit Jaaye Yeh zameen
tham jaaye aasmaan
Sun le jo gar kkahin
Yeh meri daastan
Kidnap~~2008~~Sun sun sun sun
Music::Sandeep
Lyricists::Sanjeev Vyas
Singer::Shreya Ghosal
Sun sun sun sun to aye hawa
Na chal tu yun chu ke tan mera
Sun sun sun sun to aye hawa
Na chal tu yun chu ke tan mera
Dekhe koi chede mujhe mausam manchala
Mausam yeh awesome bada
Mausam yeh awesome bada
Mausam yeh awesome bada
Jadu chaa gaya
Mausam yeh awesome bada
Mausam yeh awesome bada
Mausam yeh awesome bada
Jadu chaa gaya
Lai lai lie lie le
Phir khula aasman tune mujhe hai de diya
Shukhriya shukria kaise kahe mein shukriya
Kya kahu kya karu
Bas mein nahi hai yeh jiya
Jee liya jee liya ek pal ko mein jee liya
Kal phir se yeh hoga na hoga yeh shama
Mausam yeh awesome bada
Mausam yeh awesome bada
Mausam yeh awesome bada
Jaadu chaa gaya
LyricsMAsti.com
Chulbuli chulbuli Kaise hawa chulbuli
Gudgudi gudgudi sare badan mein gudgudi
Door se dhondti kiski nigahein aa rahi
Kyon mujhe yun nai itne aadayein aa rahi
Akela hai maan bheeg badan maan mein pyaas kya
Mausam yeh awesome bada
Mausam yeh awesome bada
Mausam yeh awesome bada
Jaadu chaa gaya
Sun sun sun sun to aye hawa
Na chal tu yun chu ke tan mera
Dekhe koi chede mujhe mausam manchala
Mausam yeh awesome bada
Mausam yeh awesome bada
Mausam yeh awesome bada
Jaadu chaa gaya
Kidnap~~2008~~Give Me this one!
Music::Pritam
Lyricists::Maya Puri
Singer::Adnan Sami
Give Me this one!
Check it this one!
Give Me this one!
Check it this one!
Say give me this one
Ek Ladki se jab aankhein hui char
Maine bola Haanji
Ladkine Kaha Mere Ban jao Yaar
Maine Bola Haan ji
Ek Ladki se jab aankhein hui char
Maine bola Haanji
Ek Ladki se jab aankhein hui char
Maine bola Haanji
Ladki ne Kaha Mere Ban jao Yaar
Maine Bola Haan ji
Sunday ko ek ring rehanwa di
Monday ko phir ho gayi yeh shaadi
Woh boli sari umar Karoge mujhe Pyaar
Meine bola haan ji
Ek Ladki se jab aankhein hui char
Maine bola Haanji
Ladkine Kaha Mere Ban jao Yaar
Maine Bola Haan ji
Now what ever in the world
Is the man to do
When you see a lovely
Girl
Like the one i see in you
Hum khush they
Badey! Haan ji!
Phir aaya tuesday!
Haanji
Lauta ghar pe
Haan ji
WOh Roothi Roothi Mili
Mujhse chaat pe khadey
Dar dar ke kaha haan ji
Kyun hai mujhe khafa haan ji
Phir chali goliyaan haan ji haaye
Bhoola kaise bhoola tuney mera birthday
Wednesday ko mangi meine maafi
Thrusday bole yeh nahin hai kaafi
Friday ko mujhse kasam khila di chaar
Maine bola haan ji
Ek Ladki se jab aankhein hui char
Maine bola Haanji
Ladki ne Kaha Mere Ban jao Yaar
Maine Bola Haan ji ho no
O you got me baby
You got me baby down to the knees baby
I m Laba loo stuch on you
I m Laba loo stuch on you
HO saturday sunday haan ji
Wo har din gum de haan ji
Kahan fhans gaya bende haan ji
Hain gori gori baahein yeh galey ke fandey
Din saal mehina haan ji
Mera chain hai cheena
Haan ji
Mushkil hua jeena
Haan ji
Mein chup chup sahoon yeh
Jitaney sitam de
India mein to democracy
Ghar mein shuhar ki aisi taisi
Yahan pe chale biwiyon ki sarkar
Bolo sab haan ji
Its just a little bin ini mini mina mo yo
Its just a little bin ini mini mina mo yo
Ladoo hai ye aisa jo bhi khaye pachtaye
haan ji
Sher saare ghar aake choohey baan jaaye
Haan ji
Chewingum aisi hai ki jo bhi yeh chabaye
Haan ji
Ugali na jaaye nahi nigali yeh jaaye
Haan ji
Ek bechara Sab ko yeh samjhaye
Shadi barbadi hai yeh Haaye Shaadi haaye
Bilkul haan ji
Shaadi barbadi hai ye
Haaye Shaadi haaye
Shaadi barbadi hai ye
Haaye Shaadi haaye
Haaye Shaadi haaye
Subscribe to:
Posts (Atom)
