Showing posts with label Luck By Chance. Show all posts
Showing posts with label Luck By Chance. Show all posts

Monday, July 20, 2009

Luck By Chance~~Main Tan Haara



Main Tan Haara
Main Man Haara
Main Jaan Haara
Main Jag Haa..Ra..

Haa...

Honsh Bhi Haara
Josh Bhi Haara
Main Sab Haara..
Honsh Bhi Haara
Josh Bhi Haara
Main Sab Haara
Main...Ab Haara

Baa..Wre Baawre
Baa..Wre...

Baaje Dhol Nagaada Re
Khaake Doodh Pataasa Re

Ho..Rangeele Rangeele Pal Hai
Chamkeele Chamkeele Pal Hai
Var Se Jhilmil Karte Nabh Taare

Albele Albele Tan Hai
Lachkeele Lachkeele Tan Hai
Koi Apna Dil Kaise Na Haare

Ho Main Tan,Haara
Main Man,Haara
Main Jaan,Haara
Main Jag,Haara

Honsh Bhi,Haara
Josh Bhi,Haara
Main Sab,Haara
Main Ab,Haara

Baawre Baawre Baa..Wre
Baawre Baawre Baa..Wre

Ho Kya Dhun Hai
Kya Taal Sun Le
Karde Tu Kamaal Sun Le

Baawre Baawre Baa..Wre
Baawre

Pyaaron
Saaron
Haaron

Koi Aag Ugalta Re
Koi Taar Pe Chalta Re
Koi Kaid Wu Chaale Re
Koi Moj Sambhaale Re

Ho Dekho Re Dekho Re Bhaiya
Koi Ghume Ban Ke Pahiya
Koi Upri Dil Taana Naa Maare Re

Ho Dekho Dekho Baazigar Dekho
Daaru Par Neeche Sab Dekho
Dekhe Maine Jo Yeh Khel Haare

Main Tan Haara
Main Man Haara
Main Jaan Haara
Main Jag Haa..Ra..

Honsh Bhi Haara
Josh Bhi Haara
Main Sab Haara..
Honsh Bhi Haara
Josh Bhi Haara
Main Sab Haara
Main...Ab Haara

Baa..Wre Baawre
Baa..Wre..
Baa..Wre Baawre
Baa..Wre..

Ho Kya Dhun Hai
Kya Taal Sun Le
Karde Tu Kamaal Sun Le

Baawre Baawre Baa..Wre
Baawre

Thaaron
Mhaaron
Yaaron

Ho...Leke Rang Aayi Hai
Ek Tarang Laayi Hai
Dekh Shaam...

Mere Hontho Pe Hai Aaj
Bas Tera Hi Ek Naam
Apni Aankhon Se Main
Teri Aankhon Ke Peejaaoon Jaam

Tujh Pe Mar Jaaoon Mit Jaaoon
Karna Yahi Ab Hai Kaam

Tu Pyaari Laagi
Tu Mhaari Laagi
Tu Meet Laagi
Tu Preet Laagi

Tere Nain Katore Jaise
Dil Khaaye Hichkole Jaise
Main Tere Hi Gungaan Gaaoon

Dil Khoya Ab Khona Kya Hai
Hona Hai To Hona Kya Hai
Beeti Hai Jo Mujh Pe Kya Bataaoon

Honsh Bhi Haara
Josh Bhi Haara
Main Sab Haara..
Honsh Bhi Haara
Josh Bhi Haara
Main Sab Haara
Main...Ab Haara

Baa..Wre Baawre
Baa..Wre..
Baa..Wre Baawre
Baa..Wre..

Ho Kya Dhun Hai
Kya Taal Sun Le
Karde Tu Kamaal Sun Le

Baawre Baawre Baa..Wre
Baawre

Thaaron
Mhaaron
Yaaron

Luck By Chance~~Yeh zindagi bhi kya



Music Director::Shankar Eshan & Loy
Singer(s)::Loy Mendonsa & Shekhar Ravjiani
Lyricists::Javed Akhtar


Yeh zindagi bhi kya kya humko dekhlati hai
Sapno ki dhundli raah mein
Yeh Zindagi bhi Humein kahan le ke aajati hai
Ek anjani si chaah mein

Jane humko kya paana hai
Socho kya hai apni manzil

Samjhane kab mana hai
Dekho karta zid hai yeh dil
Choone hai Taare ise
Chahiye Saaare ise
Lyricsmasti.com

Yeh zindagi bhi kitni baatein keh jati hai
Ek seedhi saadhi baat mein
Yeh zindagi bhi kyun itne khwaab sajati hai
Har suni suni raat mein

Khawabon mein koi armaan hai
Poocho dil se armaan kya hai
Muskil hai ya woh aaaasaan hai
sun lo dil to yeh kehta hai

Choone hai Taare ise
Chahiye Saaare ise

Jo palko ke tale
Hai apne sapne leke chale
HAi kehdo woh chale sambhal ke

Na karna koi gile
Kahin jo thokar kahin to lage
Ke sapne tute aason chalke

Jo palko ke tale
Hai apne sapne leke chale
HAi kehdo woh chale sambhal ke

Na karna koi gile
Kahin jo thokar kahin to lage
Ke sapne tute aason chalke
Lyricsmasti.com

Yeh zindagi bhi kya kya humko dekhlati hai
Sapno ki dhundli raah mein
Yeh Zindagi bhi Humein kahan le ke aajati hai
Ek anjani si chaah mein

Jane humko kya paana hai
Socho kya hai apni manzil

Samjhane kab mana hai
Dekho karta zid hai yeh dil
Choone hai Taare ise
Chahiye Saaare ise
Lyricsmasti.com

Jo palko ke tale
Hai apne sapne leke chale
HAi kehdo woh chale sambhal ke

Na karna koi gile
Kahin jo thokar kahin to lage
Ke sapne tute aason chalke
Lyricsmasti.com

Jo palko ke tale
Hai apne sapne leke chale
HAi kehdo woh chale sambhal

Na karna koi gile
Kahin jo thokar kahin to lage
Ke sapne tute aason chalke

Luck By Chance~~Jab hawaien sunati



Music Director::Shankar-Ehsaan-Loy
Director::Zoya Akhtar
Producer::Farhan Akhtar,Ritesh Sidhwani,Zoya Akhtar
Lyrics::Javed Akhtar
Starring::Farhan Akhtar,Konkona Sen Sharma,Hrithik Roshan


Jab hawaien sunati hai
Tere mere pyaar ki dastaan
Sunti hai yeh fiza
Sunti hai yeh zameen
Sunta hai aasmaan

Isiliye phoolon mein kaliyon mein khushboo hai
Isiliye parwaton jharno mein jadao hai
Isiliye… nikhrein hai
Raastein wadiyan

(Male) Ho Jab hawaien sunati hai
Tere mere pyaar ki dastaan

(Female) Hoo… Sunti hai yeh fiza
Sunti hai yeh zameen
Sunta hai aasmaan

(Male) Sapno ka yeh mausam hai
Dil se dil ka sangam hai

(Female) Sul ge sul ge hoton par
Halki halki shabnam hai

Chalte chalte kahan aa gaye hum
Tum jo paas aaye sharma gaye hum
khud ko khoya tumhein pa gaye hum

Ho isiliye hum bhi to karte yun preet hai
Isiliye gunjthe ansune geet hai
Isiliye… to koi
Aarzoo hai jawan

Mehki si hai tanhaie
Rut hai jaise alsai
Ho dil mein lete hai armaan
Angdai par angdai

Thodi si to rakho humse duri
kyon kahani rahe yeh adhuri
Sab to kehna nahi hai zaruri

Isiliye milke bhi milne ki pyaas hai
Isiliye pyaar ko kal ki bhi aas hai
Isiliye… toh haseen
Lagti dooriyan

Jab hawaien sunati hai
Tere mere pyaar ki dastaan
Sunti hai yeh fiza
Sunti hai yeh zameen
Sunta hai aasmaan

Mmmm… na na na na na na…
Mmmm… na na na n an a na

Isiliye nikhri hai…. Raaste vaadiyan