Tuesday, July 21, 2009
Shanker Mahadevan Breathless
Koi jo mila to mujhe aisa lagta tha
jaise meri saari duniya main geeton ki rut
aur rangon ki barkha hai khushbu ki aakdhi hai
mahki hui si ab saari fizaayen hain
bahki hui si ab saari hawaayen hain
khoyi hui si ab saari dishaayen hain
badli hui se ab saari adaayen hain
jaagi ummengein hain, dhadak raha ahi dil
saason main toofaan hain, hoton pe nagme hain
aakhon main sapne hain, sapnon main beete hue saare vo lamhe hain
jab koi aaya tha, nazron pe chhaya tha
dil main samaya tha, kaise main bataun tumhe
kaise use paaya tha, pyaare se chehre pe bikhri jo julphen
to aisa lagta tha jaise kohre ke peechhe
ek os main dhula hua phool khila hai jaise
badal main ik chaand chhupa hai
aur jhaank raha hai jaise raat ke parde main
ek savera hai roshan roshan aakhon main
sapnon ka saagar jismain prem sitaron ki chaadar
jaise jhalak rahi hai
lahron lahron baat kare to jaise moti barse
jaise kahin chandi ki payal goonjey
jaise kahin sheeshe main jaam girey
aur chhann se tootey jaise koi chhip ke sitaar bajaye
jaise koi chaandni raat main gaye
jaise koi hole se paas bulaye
kaisi meethi baatain thee
vo kaisi mulakaatein thee
vo jab maine jaana tha
nazron se kaise pighalte hain dil
aur aarzoo paati hai kaise manzil
aur kaise utarta hai chaand jameen par
kaise kabhi lagta hai swarg agar hai
to bas hai yahin par
usne banaya mujhe, aur samjhaya mujhe
hum jo mile hain, hamain aise hi milna tha
gul jo khile hain, unhe aise hi khilna tha
janmo ke bandhan, janmo ke rishtey hain
jab bhi hum janme to hum yahin milte hain
kaanon main mere jaise, shahed sa ghulne lage
khwaabon ke dar jaise aakhon main khulne lage
khwaabon ki duniya bhi kitni haseen aur
kaisi rangeen thee khwaabon ki duniya
jo kahne ko thee par kahin bhi nahi thee
khwaab jo toote mere, aakh jo khuli meri
hosh jo aaya mujhe
maine dekha maine jaana
vo jo kabhi aaya tha, nazron pe chhaya tha
dil main samaya tha, ja bhi chuka hai
aur dil mera ab hai tanha tanha
na to koi armaan hai, na koi tamanna hai
aur na koi sapna hai
ab jo mere din aur ab jo meri ratain hain
unmain sirf aansoon hain
unmain seif dard ki ranj ki batain hain
aur pharyaadein hain
mera ab bhi koi nahi main hoon aur khoye
hue pyaar ki yaadein hain (3)
Salaam Namastey~~tu jahan main wahan
MALE–
(tu jahan main wahan
sang sang yuhn chaloon tere
jaise tera aasmaan) - 2
jo dhoop nikli
chaaya ban jaaonga
jo ho tu akeli
saaya ban jaaonga
jo uljhan mein ho mann
main behlaoonga
–FEMALE–
tum aa gaye ho
to jeena aaya hai
khushiyon ka tumne
yeh jaal bichaya hai
khoya hai khudko ya
sabh kuch paaya hai
–MALE–
tu jahan main wahan
sang sang yuhn chaloon tere
jaise tera aasmaan
ho ghum ke badal
mujhpe tham jaane de
bechainiyo ko
mujhse takraane de
dukhti ho koi baat
mujhpe aane de
–FEMALE–
dil sochta tha
ke koi apna ho
koi raaz na ho
jo usse rakhna ho
aankhein na kholoon main
shayad sapna ho
–MALE–
tu jahan main wahan
sang sang yuhn chaloon tere
jaise tera aasmaan
saawariya~~yoon shabnami....
yoon shabnami…
pehle nahi thi chandani
chaand wo
bharma gaya
tujhko dekha to
sharma gaya
wo churane laga hai nazar
yoon shabnami…
pehle nahi thi chandani
ho..yoon shabnami
pehle nahi thi chandani
chaand wo
bharma gaya
tujhko dekha to
sharma gaya
wo churane laga hai nazar
yoon shabnami…
dekho chand aaya
chand nazar aaya
dekho chand aaya
chand nazar aaya
dekho chand aaya
chand nazar aaya
aaya aaya aaya
dekho aaya, sharmaya
haan ji haan
aaya aaya haan ji
aaya sharmaya
tu bhi aajaa
saawariya
aaya aaya aaya
dekho chand nazar wo aaya
dekho chand nazar dekho dekho ji
chand nazar wo aaya
bharmaya aaya aaya
chand aaya sharmaya…
dheere dheere aake
hawa gungunaa ke
har khabar de tumhari
kaisa ye nasha hai
nazar mein ghula hai
har ghadi hai khumari
nashe mein kadam mere udhar kabhi idhar
gumsum nazar, jaayein kidhar
kho gaye tujhmein hum iss kadar
yoon shabnami
pehle nahi thi chandani
ho..
yoon shabnami
pehle nahi thi chandani
chaand wo
bharma gaya
tujhko dekha to
sharma gaya
wo churane laga hai nazar
yoon shabnami…
saaawariyaa…
tu… aaja….
tu… aaja…
saawariyaaa….
Sinbad the Sailor(Rock On)~~Sinbad the sailor
Music Director::Shankar Ehsaan Loy
Singer(s::Farhan Akhtar,Raman Mahadevan
Lyricists:Javed Akhtar
Sinbad the sailor jahaaz me jab chala
Mere yaar sun lo sun lo
Dhoondh raha tha ek nayi duniya ka pata
Mere yaar sun lo sun lo
Woh anjaani raahon me thaa..o-o
Woh lehron ki baahon me thaa..o-o
Sab ne kaha tha in samundaron me jaana nahi
Mere yaar sun lo sun lo
Khwaabon ke peeche jaake kuch bhi hai paana nahi
Mere yaar sun lo sun lo
Woh apni hi dhun me rahaa..o-o
Woh sunna tha dil ka kahaa..o-o
(Uske the jo sapne, wohi uske the apne,
aisa tha Sinbad the sailor (sailor)) (2)
Uska jahaaz khila toofanon me
Mere yaar sun lo sun lo
Phir bhi na aayi kami uske armaanon me
Mere yaar sun lo sun lo
Woh Deewana aisa hi thaa..o-o
Woh Sapnon ka humrahi thaa..o-o
(Uske the jo sapne, wohi uske the apne,
aisa tha Sinbad the sailor (sailor)) (2)
Woh kuch paane ki chah me..o-o
Woh badhta raha raah me..o-o
Gehra samundar tha, unchi unchi lehren
Mere yaar sun lo sun lo
Kashtiyaan jin dekhi mushkil se thehre
Mere yaar sun lo sun lo
Woh saahil tak aa hi gayaa..o-o
Woh manzil ko paa hi gayaa..o-o
(Uske the jo sapne, wohi uske the apne,
aisa tha Sinbad the sailor (sailor)) (2)
Tum ho toh gaata hai dil
Tum nahi toh geet kahaan
Tum ho toh hai sab haasil
Tum nahi toh kya hai yahaan
Tum ho toh hai sapnon ke jaisa haseen ek samaa
Jo tum ho toh yeh lagta hai ki mil gayi har khushi
Jo tum na ho yeh lagta hai ki har khushi me hai kabhi
tum ko mangti yeh zindagi
Rishtey~~Mangta Hai Tu
Singer(s)::SUNIDHI CHAUHAN,SANJEEV RATHOD
Mangta Hai Tu Mangta Hai Tu
Mangta Hai Tu Mangta Hai Tu
Apun Ko Bas Mangta Hai Tu Hi Tu
Aakhon Ko Bhi Jamta Hai Tu Hi Tu
Baahon Mein Aa Bhidu Apna Bana Bidu
Baahon Mein Aa Bhidu Apna Bana Bidu
Bol Rahi Hoon Kab Se I Love You I Love You
Apun Ko Bas Mangta Hai Tu Hi Tu
Aakhon Ko Bhi Jamta Hai Tu Hi Tu
Baahon Mein Aa Bhidu Apna Bana Bidu
Baahon Mein Aa Bhidu Apna Bana Bidu
Bol Rahi Hoon Kab Se I Love You I Love You
Apun Ko Bas Mangta Hai Tu Hi Tu
Tere Se Pyaar Karenge Apun Bindas
Aaj Tu Lag Raha Hai Ekdam Jackaas
Tu Mera Raja Main Tere Rani Tu Mera Raja Main Tere Rani
Apun Dono Ki Jodi Hai First Class
Khopche Mein Bidu Setting Jama Bidu
Time Tu Khoti Na KarTaka Bhida Bidu
Bol Rahi Hoon Kab Se I Love You I Love You
Apun Ko Bas Mangta Hai Tu Hi Tu
Mangta Hai TuMangta Hai Tu
Mangta Hai Tu Mangta Hai Tu
Jaal Yeh Kaisa Tune Mujhpe Dala
Chikni Bata De Kya Hai Yeh Ghotala
Bheje Se Tuta Dil Ka Connection
Bheje Se Tuta Dil Ka Connection
Aaj Fisal Raha Hai Apoon Sala
Lafda Na Kar Rani Aise Na Ban Shaani
Chunri Sambhal Teri Duniya Se Darr Rani
Bol Rely Kaiko I Love You I Love You
Apun Ko Bas Mangta Hai Tu Hi Tu
Aakhon Ko Bhi Jamta Hai Tu Hi Tu
Baahon Mein Aa Bhidu Apna Bana Bidu
Baahon Mein Aa Bhidu Apna Bana Bidu
Bol Rahi Hoon Kab Se I Love You I Love You
Apun Ko Bas Mangta Hai Tu Hi Tu
Rab Ne Bana Di Jodi~~Haule haule
Music::Salim Merchant,Sulaiman Merchant
Lyrics::Jaideep Sahni
Singer::Sukhwinder Singh
Cast::Shahrukh Khan,Anushka Sharma,Vinay Pathak,Kajol,
Rani Mukherjee,Preity Zinta,Priyanka Chopra
Haule haule
Haule haule
Haule haule
Haule haule
Haule haule se hawa lagthi hai
Haule haule se dawa lagthi hai
Haule haule se dua lagthi hai
Haann...
Haayee...
Haule haule chanda badtha hai
Haule haule ghoonghat utha hai
Haule Haule se nasha chadtha hai
Haann...
Tu sabar toh kar mere yaar
Zara saans toh le dildaar
Chal fikar nu goli maar yaar
Hai din zindadi de chaarr...
Haule haule ho jayega pyaar chel yaar
Haule haule ho jayega pyaarr
Haule haule ho jayega pyaar chel yaar
Haule haule ho jayega pyaarr
Haule haule
Haule haule haule
Haule haule
Haayee...
Haule haule haule haule
Haule haule ho jayega pyaar chel yaar
Haule haule ho jayega pyaarr
Ishq ke di galiyan tang hai
Sharmo sharmimein bandh hai
Khud se khud kii...
Gazi yeh chang haii...
Pal pal yeh dil ghabraye
Pal pal yeh dil sharmaye
Kuch kehta haii...
Aur kuch kar zaayee...
Kaisi yeh pahelii...
Mau dil mar jaanaa...
Ishq mein jaldiii...
Badaa jurmanaa
Tu sabar toh kar mere yaar
Zara saans toh le dildaar
Chal fikar nu goli maar yaar
Hai din zindadi de chaarr..
Haule haule ho jayega pyaar chel yaar
Haule haule ho jayega pyaarr
Haule haule ho jayega pyaar chel yaar
Haule haule ho jayega pyaarr
Haule haule
Haule haule haule
Haule haule
Haayee...
Haule haule ho jayega pyaar chel yaar
Haule haule ho jayega pyaarr
Rab taangi rab koi hona
Kare koi yun jaadu thona
Man jaye man jaayeee...
Hai mera sonaaa...aaa...
Rab de sahaare chal de
Naa hai kinaare chal de
Doori hai naa...
Kahaare chal dee...
Kya kehke gaya thaa...
Shaayar woh sayaana...
Aag ka dariyann...
Doob ke jaanaa
Tu sabar toh kar mere yaar
Zara saans toh le dildaar
Chal fikar nu goli maar yaar
Hai din zindadi de chaarr..
Haule haule ho jayega pyaar chel yaar
Haule haule ho jayega pyaarr
Haule haule ho jayega pyaar chel yaar
Haule haule ho jayega pyaarr
Haule haule
Haule haule haule
Haule haule
Haayee...
Haule haule ho jayega pyaar chel yaar
Haule haule ho jayega pyaarr
Haule haule se duwa lagthi hai
Haann...
